Aug 042010
 

Lyrics:

Chaha tumhi ko har pal har dam
Chaha tumhi ko her pal her dum

Chhaya kabhi na thei pyar ki kam
Dia dia maanga jo tum ne saathiya
Dia

Chhotay sabhi abh rishtay naatay
Chhotay sabhi abh rishtay naatay
Totay rakhi umeed ke chhatay

Roye Roye apno ke dukh ko koi
Roye, haan

Nafrat Barasti ankhon se kiyon
Keh do kadmon main yeh jahan rakh don

Larna kabhi na chhorain gay hum
Bandhan poranay torain gay ham

Boain Boain chingari pehchano gay
haan


Incoming search terms:

 Posted by at 1:04 am
Jun 232010
 


Tumhain kuch yaad hay jaana
Tumhain kuch yaad hay jaana ?

Woh sab shamain jo sharma kar
Kisi ki muntazir aankhon pe kajal oorh deti thein

Woh saray din jo kitnay din teri umeed main baithi
Tumhari raah taktay thay.

Woh saray din jo phir ek din achanak tere anay per
Teri Umeed ki chilman say chhan chhan ker nikaltay thay

Tumhain kuch yaad hay jaana…
Tumhain kuch yaad hay jaana…

Incoming search terms:

 Posted by at 1:30 pm