Shareek -e-gham hua jo meray chott khanay kay baad ..

Khho diya mein ne us ko paany kay baad

Mujhay naaz raha faqat us amaal par sada

Usny mujhay apna mana azmany kay baad

Suna hay tarap raha hay wo meri wafa ke liye

Shayad pachhta rha hay mujh thukranay ke baad..

Aj youn he sar-e-rah us se nazar jo mili “mohsin’

Wo ro diya mujh se nazar milane kay baad..

Kis kis ko don ilzam bewafai ka,,

Har koi mujhay chor gya azmany kay baad…

 

Sheikh Jarjees Ansari in Saudi-Barelwi Aqaid O Nazariyat

http://i1.ytimg.com/vi/DFbQg-L45Kg/2.jpg

© 2011 Fun and Entertainment Suffusion theme by Sayontan Sinha