MARD or AURAT ka kalama ek hay , roza ek hy , zakat ek ha , haj ek h ,
Nabi(s.a.w) ke sath aurtien bhi namaz padhti thi or aaj bhi usi masjid mai aurtien namaz padh rahi hay
To kiya aye dev bandion tum ye kehna chahte ho k nabi(s.a.w) ki biwian or sahaba(r.a) ki biwian ek nabi(s.a.w) ki imamat mai alag alag tarike se namaz padhti thi ye ilzaam q laga rahe ho nabi(s.a.w) ki biwion par or sahaba(r.a) ki biwion par kiya dushamani h tumhe un se
Jab k nabi(s.a.w) keh chuke hay
Usi tarha namaz padho jis tarha mujhe namaz padhte hue dekhte ho(sahi bukhari baab al azaan ul muslemin aza kanu jamatu kayema 231)
Yaani hu bahu mere tarike par sab aurtien namaz padhien
To kiya aye dev bandion tumhare wahan aurton ki namaz e janaza bhi alag alag hoti h admino ki namaze janaza se ?
Incoming search terms:
- sahaba ke tarike (1)